Aaj maikhane mein jaam bahut aam hai,
Aaj sharaaab ke nashe mein koi baat nahi,
Aaj iss mahaul mein mosiqi ka koi asar nahi,
Aapki maujudgi ne sab ko neecha dikha diya.
Shayar ki kavita,
Sangeetkaar ki rachna,
Ziarat ka aman,
Sharaabi ki madira aap ho.
Khuda ki khudi toh dekho,
Aap jaisi khoobsurat cheez ko banaakar,
Aur iss madhushala mein mujhe aapse milakar,
Band kamre mein mujhse gunaah karwane chalaa hai.

No comments:
Post a Comment